Skip to main content

nandakini river vikasnagar ghat


Nandakini river vikasnagar ghat bahut hee poranik nadee hai.is nadee ka uddgam srot NANDADEVI PARVAT hai. w iski ek dhara nanda gughuti se aati hai . Nandakini nadee ka pravah xetra vikasnagar ghat m hai .nandadevi hill SUTOUL gawn se agge TATARRE place k agge hain . ghat KURRUR ki ma nanda devi jaat yaha se hoker jaati hai.
NANDAKINI RIVER at vikasnagar ghat... yah nadee sutoul se aage PERI.PALTINGDHAR village se hoker ati hai.yaha se bhi kuchh choti nadiyan isme milti h.aage badate hue yah nadi SITAILm pahuochati h.yaha se nandakini nadi MACHHIGHAT par ati hai.yaha par shiv bhole ka mandir DDGAM SRROT NANDAKINI NANDADEVI MOUNTAIN .isliye isko MACHHANDNATH ke nam se bhi jana jata hai.yaha par ek nadi nandakini m milti hai aur phir aage GULARI .BURA.WADUK se hokar PUNYAR m aati h .yaha bhole baba ka prachintam shivling h.yaha se bhi nadi isme milkar aage ghat ki aur badati h. Vikasnagar ghat m yah KAMDUGDHA nadi se iska sangam hoke yah NANDPRAYAG ki aur badati h. aage isthanon par kandai pull par ye mola nadi se milti hain. Tatha gouri nadi se bhi iska milan hota hai. Nadi nandprayag m pravesh karti hai.yahan nandakini nadi ALAKNANDA m mil jati h.ye sangam nadiyan alaknanda ke nam se jani jati hain.....................nandakini Nadi Ki length lagbhag (58.63Km) hhh ma nanda devi ke nivash isthan she yah nadi aati h. tabhi is nadi ko nandakini ke nam she Jana jata h.

Comments

Post a Comment