Skip to main content

bairashkund mahadev temple matai ghat

रावण की तप भूमि.Bairashkund mahadev Ka mandir gram matai ghat chamoli me isthitt hai.. yah mandir top pahhari par basa hai. yahan Ka tap man kam hai
PIC. OF BAIRAS. KUND. MATAI.. GHAT ..yahan baba bhole Ka shiv ling hai jiski puja archana sadiyon she hoti aa rahee hai.yahan is jagah me Tretayug me mahan shivbhakt RAWAN ne yahan bhole nath kee akhand Tapshya kee thi .ऱावण सहिँता व केदाऱखंङ आदि धार्मिक पुस्तकोँ मेँ बैराशकुण्ङ को रावण की तपस्थली कहा गया है। is mandir Ka ittihaas Tratayug she hai ...yahan aaj bhi bhakton Ki sankhya baba bhole nath ke darshano ke liye katar me laggi rehti hai ..aur baba bhole nath sabhi bhakton Ki manokamna puri karte hai...mandir ke aage yahan ek kund bhi hai..jisme pani Ki matra adhik hai..yah mandir ghat block kee matai gram ke top Himalaya me Virajman hai HISTORY बैरासकुंड____महादेव( विकास नगर घाट चमोली )#रावण__की____तपो___भूमिबैरासकुंड महादेव का मन्दिर विकास नगरघाट के#बारोंके समीप स्थित है ।यह मन्दिर पहाड़ी पर स्थित है । यहाँ महादेव शिव का प्राचीन मन्दिर है, जिसकी पूजा अर्चना सदियों से होती चली आ रही है। कथाओं के अनुसार#त्रेतायुगमें शिव के परम भक्त रावण नें महादेव शिव की अखण्ड तपस्या की थी ।रावण संहिता व केदारखण्ड़ शास्त्र आदि धार्मिक ग्रंथों में भी इस स्थान का उल्लेख मिलता है।इस मन्दिर का उल्लेख त्रेतायुग से ही आरम्भ हो गया था।आज भी महादेव शिव के दर्शनों के लिए भक्तों की संख्या कतार में लगी रहती है।यहां मन्दिर के आगे एक कुण्ड भी है, जिसमें पानी की मात्रा काफी अधिक है।कथाओं के अनुसार जब रावण के घनघोर तप करने के बाद भी महादेव शिव ने रावण को दर्शन नहीं दिये तो रावण ने इसी स्थान पर#शिवतांडव(जटा - टवी - गला-ज्वल ) स्त्रोत्र जाप कर शिव की आराधना की और अपने दस सिर शिव को चढ़ा कर उन्हें प्रसन्न किया। इस स्थान पर जहाँ - जहाँ पर दस स्थानों पर रावण ने अपने सर रखे उन स्थानों को दसमोली कहा जाता है।पौराणिक कथाओं के अनुसार#महर्षि__वशिष्ठने भी इस स्थान पर शिव की पूजा व तपस्या कर उनको प्रसन्न किया था।बैरासकुंड महादेव मन्दिर के चारों ओर के आवरण में आज भी कई प्राचीनधरोहरें पाई जाती
प्रभू महादेव के दर्शनो के लिये भक्तजन....... .bairashkund mandir me mahershi WASHISTHA ne bhi yahan bhole nath Ki puja archana Ki thi .mandir Ka waranan RAWAN SAHINTA aur KEDARKHAND aadi pustakon me hai.jisme is mandir ko RAWAN Ki tapp bhoomi ke nam she bhi pukara gaya hai. Mandir ke Charon aur ke aawaran me aaj bhi kai prachin dharohar payi jati hain HOW REACH TO BAIRASHKUND nandprayag to bairaskund distance-21km. ..ghat to bairaskund distance-23km. .yahan ke liye sadak marg nandprayag-ghat motor marg hai.jiske beech me kandai pull isthaan hai.jahan se 13km matai bairaskund ke liye sadak marg hai.

Comments

Popular posts from this blog

Nandadevi temple sidhpeeth kurur

Nandadevi sidhpeeth kurur me matarani ka poranik mandir hai .in vikasnagar ghat नंदा देवी सिदपीठ कुरूङ .is pawan mandir me ma nanda devi kee ki doli virajman hai.yah sidhpeeth kurur vikashnagar ghat me isthit hai.yahan ma bhagwati kee puja archana ke liye bhakton kee sankhya adhik hoti hai.yahan ke brahmana gour mandir ke pramukh pujari hain.yahan har warsh choti jaat ke roop me mahotswa ka aayojan kiya jata hai.jisme sanskritik karyakaram hote hain.yah mahotswa 3-4 dino tak chalta hai.bhaktjan hazzaron ki sankhya me yahan ma nanda devi ke darshan ke liye aate hain मां नन्दा भगवती सिद्धपीठ कुरुड विकास नगर घाट चमोली में स्थित है। यहां मां नंदा देवी अपने चतुर्भुज रुप में विराजमान हैं। कुरुड धाम में मां नंदा देवी की डोली दो रुपों में निवास करती हैं। माँ नदा कुरुड-बधाण की डोली एवं माँ नंदा कुरुड-दशोली की डोली ् कुरुड-बधाण नंदा की जात हर साल बधाण क्षेत्र में आती है एवं वैदिनी कुडं में पूजा कर वापस अपने ननिहाल देवराडा लौटती हैं।नंदा देवी वार्षिक जात में हजारों भक्त शामिल होते ह...

wikipedia of vikasnagar ghat chamoli

.wikipedia vikasnagar ghat chamoli COUNTRY. India STATE UTTRAKHAND DISTRICT CHAMOLI DIVISION GARHWAL ELEVATION 5000(ft)1524 meter HEADQUARTERS FARKHET PIN-CODE 246435 STD-CODE 01372-265 BIG VILLAGE(area) LANKH LANGUAGE GARHWALI TIME ZONE IST(UTC+5:30) RIVER Kamdugdha & Nandakini VILLAGE 54 BORDER .Naranbagad(block).Tharali(block).karanprayag (block).dasholi(block).Deval(block vehicle ragistration UK11 PLACE hilly WEBSITE ghatbazaar.blogspot.com HISTORY vikashnagar ghat Ka dharmik nam CHAKRAPRAYAG hai. tattha yah kamdugdha or nandakini pawan nadiyon ke beech me basa hai .prachin kal me yahan sari bhoomi wanon she bhari thi . bad me yahan dheere dheere logon Ka a awash hone laga .aur jamana badalne par pehle ek dukan aur bad me yah jagah market me badal gai .jise ghatbazzar kahate hain.ghatbazzar me sabse pehle dukaan openin...

Binsar mahadev vikasnagar ghat

hey bhole ke bhakto jai bhole , bhaktjano vinsar mahadev Vikasnagar ghat ki apko shri bhole nath ke pavan dham vinsar mahadev Ki punya gatha sunate h. YAATRA PRARAMBH-...... vinsar mahadev ki yatra bhakt jan bhin bhin isthano se karte h .dhurma aur mokh hote hue jate h is yaatra ka prasidh marg ghat se prarambhh hoker kundanpur se aage bhaiswara {sainti} me h .jahan vinsar mahadev ka dwar h distance=ghat to bhaiswara-1.5km yaha se pahadi marg prarambh hota h.yaatriyon ko khada peddal marg se gujarana padata h kuch duri par तमखिँबाज़...namak isthaan padata h.yaha par yaatriyon ko teherne ke prakritik pather h. tattpachat विनेक namak jagah aati h.yaha par yatri kuchh jangle ka chadawa bhaint karte h .jaise phoole .tana. Saakha adi.yaha par rokane ki jagah ke liye natural isthaan h.yaha se kuch duri ki chadai ko par karne ke bad MOLING namak kasba aata h .yaha se chadai marg samapt ho jata h tattha samtal marg prarambh hota h.moling m longo ki gosalayen rehti h DISTANCE-moli...