.wikipedia vikasnagar ghat chamoli
COUNTRY. India
STATE UTTRAKHAND
DISTRICT CHAMOLI
DIVISION GARHWAL
ELEVATION 5000(ft)1524 meter
HEADQUARTERS FARKHET
PIN-CODE 246435
STD-CODE 01372-265
BIG VILLAGE(area) LANKH
LANGUAGE GARHWALI
TIME ZONE IST(UTC+5:30)
RIVER Kamdugdha& Nandakini
VILLAGE 54
BORDER
.Naranbagad(block).Tharali(block).karanprayag (block).dasholi(block).Deval(block
vehicle ragistration UK11
PLACE hilly
WEBSITE ghatbazaar.blogspot.com
HISTORY
vikashnagar ghat Ka dharmik nam CHAKRAPRAYAG hai. tattha yah kamdugdha or nandakini pawan nadiyon ke beech me basa hai .prachin kal me yahan sari bhoomi wanon she bhari thi . bad me yahan dheere dheere logon Ka a awash hone laga .aur jamana badalne par pehle ek dukan aur bad me yah jagah market me badal gai .jise ghatbazzar kahate hain.ghatbazzar me sabse pehle dukaan opening UDAY &PAN SING ne kee thi.iske bad anekon janral store .medical. garments hotel aadi open hue....CHAKRAPRAYAG Chang to GHAT ....chakraprayag Ka nam ghat hone ke kuchh karan the . ghat me do nadiyon Ka sangam hai. jahan par main ghat issthit hai.to prachin samay me kisi vyakti ke mritu ke paschaat uska kriyakarm ke liye use Ghat(do nadiyon Ka sangan) me laya jata tha
..us samay yahan kuchh bhi dukaan makaan nahi the.aur yah ghat logon Ki sabdaseli ban gayi aur har koi is jagah Ko ghat ke nam se pukarne lag gaya.bad me yahan market ban gaya aur yah jagah VIKASNAGAR GHAT ke nam she janane laggE vikasnagar ghat ke ittihas me yahan raja maharajaon ne yaha raj kiya w apna sasan kal chalaya...शासन काल-कत्यूरी शासन काल-katturi sasakon ne yahan 2500 isa purv se 700 isa purv tak raj kiya.is wans ka sansthapak WASUDEV ko mana jata hai.......पंवार वंश का शासन काल -panwar wans ka sasankal yahan 37 piriyon tak raj kiya .panwar wans ka 37 raja AJAYPAL(1500-1548)THA.....गोरखा का शासनकाल-gorakha ka sasankal yahan 1804 se 1815 tak raha yah samay गोरख्याणी ke nam se prasidh hua....ब्रिटिश शासन काल-british company ka yahan 1816_1947 tak dabdaba raha.....
.FAMOUS EVENTS
.
-. --yahan ke pramukh uttsav NANDADEVÏ RAJ JAT YATRA KURUR.....KRISNA JANMASTAMI
MAHOTSAV SAINTI.SUBHTAAL
JHALTAAL...MAHASHIVRATRI EVENT IN GHAT..BAIRASHKUND aadi hain.
Nandadevi sidhpeeth kurur me matarani ka poranik mandir hai .in vikasnagar ghat नंदा देवी सिदपीठ कुरूङ .is pawan mandir me ma nanda devi kee ki doli virajman hai.yah sidhpeeth kurur vikashnagar ghat me isthit hai.yahan ma bhagwati kee puja archana ke liye bhakton kee sankhya adhik hoti hai.yahan ke brahmana gour mandir ke pramukh pujari hain.yahan har warsh choti jaat ke roop me mahotswa ka aayojan kiya jata hai.jisme sanskritik karyakaram hote hain.yah mahotswa 3-4 dino tak chalta hai.bhaktjan hazzaron ki sankhya me yahan ma nanda devi ke darshan ke liye aate hain मां नन्दा भगवती सिद्धपीठ कुरुड विकास नगर घाट चमोली में स्थित है। यहां मां नंदा देवी अपने चतुर्भुज रुप में विराजमान हैं। कुरुड धाम में मां नंदा देवी की डोली दो रुपों में निवास करती हैं। माँ नदा कुरुड-बधाण की डोली एवं माँ नंदा कुरुड-दशोली की डोली ् कुरुड-बधाण नंदा की जात हर साल बधाण क्षेत्र में आती है एवं वैदिनी कुडं में पूजा कर वापस अपने ननिहाल देवराडा लौटती हैं।नंदा देवी वार्षिक जात में हजारों भक्त शामिल होते ह...

Comments
Post a Comment