Skip to main content

Posts

Showing posts with the label Temple

bairashkund mahadev temple matai ghat

रावण की तप भूमि.Bairashkund mahadev Ka mandir gram matai ghat chamoli me isthitt hai.. yah mandir top pahhari par basa hai. yahan Ka tap man kam hai PIC. OF BAIRAS. KUND. MATAI.. GHAT ..yahan baba bhole Ka shiv ling hai jiski puja archana sadiyon she hoti aa rahee hai.yahan is jagah me Tretayug me mahan shivbhakt RAWAN ne yahan bhole nath kee akhand Tapshya kee thi .ऱावण सहिँता व केदाऱखंङ आदि धार्मिक पुस्तकोँ मेँ बैराशकुण्ङ को रावण की तपस्थली कहा गया है। is mandir Ka ittihaas Tratayug she hai ...yahan aaj bhi bhakton Ki sankhya baba bhole nath ke darshano ke liye katar me laggi rehti hai ..aur baba bhole nath sabhi bhakton Ki manokamna puri karte hai...mandir ke aage yahan ek kund bhi hai..jisme pani Ki matra adhik hai..yah mandir ghat block kee matai gram ke top Himalaya me Virajman hai HISTORY बैरासकुंड____महादेव( विकास नगर घाट चमोली )#रावण__की____तपो___भूमिबैरासकुंड महादेव का मन्दिर विकास नगरघाट के#बारोंके समीप स्थित है ।यह मन्दिर पहाड़ी पर ...

Binsar mahadev vikasnagar ghat

hey bhole ke bhakto jai bhole , bhaktjano vinsar mahadev Vikasnagar ghat ki apko shri bhole nath ke pavan dham vinsar mahadev Ki punya gatha sunate h. YAATRA PRARAMBH-...... vinsar mahadev ki yatra bhakt jan bhin bhin isthano se karte h .dhurma aur mokh hote hue jate h is yaatra ka prasidh marg ghat se prarambhh hoker kundanpur se aage bhaiswara {sainti} me h .jahan vinsar mahadev ka dwar h distance=ghat to bhaiswara-1.5km yaha se pahadi marg prarambh hota h.yaatriyon ko khada peddal marg se gujarana padata h kuch duri par तमखिँबाज़...namak isthaan padata h.yaha par yaatriyon ko teherne ke prakritik pather h. tattpachat विनेक namak jagah aati h.yaha par yatri kuchh jangle ka chadawa bhaint karte h .jaise phoole .tana. Saakha adi.yaha par rokane ki jagah ke liye natural isthaan h.yaha se kuch duri ki chadai ko par karne ke bad MOLING namak kasba aata h .yaha se chadai marg samapt ho jata h tattha samtal marg prarambh hota h.moling m longo ki gosalayen rehti h DISTANCE-moli...

Nandadevi temple sidhpeeth kurur

Nandadevi sidhpeeth kurur me matarani ka poranik mandir hai .in vikasnagar ghat नंदा देवी सिदपीठ कुरूङ .is pawan mandir me ma nanda devi kee ki doli virajman hai.yah sidhpeeth kurur vikashnagar ghat me isthit hai.yahan ma bhagwati kee puja archana ke liye bhakton kee sankhya adhik hoti hai.yahan ke brahmana gour mandir ke pramukh pujari hain.yahan har warsh choti jaat ke roop me mahotswa ka aayojan kiya jata hai.jisme sanskritik karyakaram hote hain.yah mahotswa 3-4 dino tak chalta hai.bhaktjan hazzaron ki sankhya me yahan ma nanda devi ke darshan ke liye aate hain मां नन्दा भगवती सिद्धपीठ कुरुड विकास नगर घाट चमोली में स्थित है। यहां मां नंदा देवी अपने चतुर्भुज रुप में विराजमान हैं। कुरुड धाम में मां नंदा देवी की डोली दो रुपों में निवास करती हैं। माँ नदा कुरुड-बधाण की डोली एवं माँ नंदा कुरुड-दशोली की डोली ् कुरुड-बधाण नंदा की जात हर साल बधाण क्षेत्र में आती है एवं वैदिनी कुडं में पूजा कर वापस अपने ननिहाल देवराडा लौटती हैं।नंदा देवी वार्षिक जात में हजारों भक्त शामिल होते ह...

laxminarayan temple sainti

Laxminarayan mandir SAINTI(ghat) chamoli  m basa h.is mandir ka nirman JAGADGURU SHRI SANKRACHARYA ne kiya hai.isliye is mandir ka mahtwa sadiyon purana h  मदिँर    दर्शन मंङप .... INVENTER-आदि जगदगुरु शंकराचार्य .;;; WORKSHIP-BRAHMANA OF SAINTI .SATI $ MANDOLi  mandir wahya mandup photo.आठवीं सदी पूर्व आदि जगदगुरु शंकराचार्य द्वारा स्थापित विश्व प्रसिद्ध तीर्थ स्थलों में से यह एक पवित्र धाम है। मन्दिर के अन्दर भगवान लक्ष्मी एवं नारायण की काले पत्थर की प्रतिमा है। जो ग्रेनाइट जैसे काले पत्थर की बनी हुई है । एवं मन्दिर की संरचना किसी अदभुत तरह के पत्थरों से की गई है। मन्दिर से कुछ दूरी पर नारायण कुण्ड है जो कि दो कुण्ड में विभाजित है। एवं कुण्ड के ऊपरी भाग में पाषाण छत विराजित है एवं कुण्ड के आंतरिक भाग में पत्थरों पर अदभुत आकृतियाँ हैं। एवं कुण्ड के बाहरी मण्डप में दो स्तंभ द्वार लगे हैं। कुण्ड के आंतरिक भाग में नागों का निवास है जोकि यहाँ कुण्ड के चारों तरफ रक्षक की भांति भ्रमण करते हैं। यहाँ से कुछ पर विष्णु धारा है। यहाँ से हर रोज मन्दिर...