Skip to main content

laxminarayan temple sainti

Laxminarayan mandir SAINTI(ghat) chamoli  m basa h.is mandir ka nirman JAGADGURU SHRI SANKRACHARYA ne kiya hai.isliye is mandir ka mahtwa sadiyon purana h
 मदिँर    दर्शन मंङप ....

INVENTER-आदि जगदगुरु शंकराचार्य .;;;
WORKSHIP-BRAHMANA OF SAINTI .SATI $ MANDOLi
 mandir wahya mandup photo.आठवीं सदी पूर्व आदि जगदगुरु शंकराचार्य द्वारा स्थापित विश्व प्रसिद्ध तीर्थ स्थलों में से यह एक पवित्र धाम है। मन्दिर के अन्दर भगवान लक्ष्मी एवं नारायण की काले पत्थर की प्रतिमा है। जो ग्रेनाइट जैसे काले पत्थर की बनी हुई है । एवं मन्दिर की संरचना किसी अदभुत तरह के पत्थरों से की गई है। मन्दिर से कुछ दूरी पर नारायण कुण्ड है जो कि दो कुण्ड में विभाजित है। एवं कुण्ड के ऊपरी भाग में पाषाण छत विराजित है एवं कुण्ड के आंतरिक भाग में पत्थरों पर अदभुत आकृतियाँ हैं। एवं कुण्ड के बाहरी मण्डप में दो स्तंभ द्वार लगे हैं। कुण्ड के आंतरिक भाग में नागों का निवास है जोकि यहाँ कुण्ड के चारों तरफ रक्षक की भांति भ्रमण करते हैं। यहाँ से कुछ पर विष्णु धारा है। यहाँ से हर रोज मन्दिर के लिए पावन जल जाता है is mandir ki puja archana sadiyon se chali aa rahi h. Yah gawn brahmano se purn h .yaha ke mandoli .sati aur joshi tripathi pariwar hi mandir ke andar bhogh laga sakate hain .yaha praytek din laxminarayan g ko bhogh lagane aur puja archana ki parampra h.bhogh me yaha ROUNT.DUNEYI.CHURMA.HALUWA.adi pakwan bante hain !........
गर्भ गृह दर्शन लक्ष्मी-नारायण STRUCTURE OF TEMPLE-mandir ki banawat kisi khas tarah ke patharon dwara ki gayi h tatha mandir garv ke andar bhagwan  Laxmi aur Narayan g  ki kale rang ki murti ak sath h.murti ki length lagbhag (3-4)futt h joki apne aap me aasychrya ki bat h.
mandir ke baher ek vishaal Amarculp vrixx hh .Jo lagbhag 360 sal she purana pedd hh ..mandir keep bahari PRA Gan m ek shesnag g Ki kale rang  Ki murti h.jinkaa avtaar sainti ke he kisi khet me 10-12 saal pehle hua .phir SHESNAAG g kee pratima ko mandir me gaaje-baaje ke saath laya gaya.
mandir she kuchh duree par VISHNU DHARA hh .yaha she her din mandir ke isnaan k liye pavitra JAL late hain ,.....

PIC .नारायण कुण्ड  MADE SANKRACHARYA
....HISTORY ....Aathawin saddi purv Aadi jagadguru SANKRACHARYA dwaara nirmaan kiye gaye yah tirtha isthalon me se pramukh hai. Sankracharya ne sainti gaanw me laxmi narayan mandir ke sath sath yahan vishnu dhara.tathaa NARAYAN KUND ka nirman bhi kiya hai.in kund ke patharon kee banawat bhi mandir ke patharon jaise hai.kisi bhi mangal kaam ke liye bhaktajan yaha se pawan jal le jaate hain.tathaa yahan vishnu dhara w narayan kund me jara alp matra gandagi hone se yahan kund me se Naag aane lagate hain.tathaa ye kisi bhi prakar kee haani nahi pahunchate hain.isliye yahan sainti wasiyon dwara safai rakhi jati hai.
pic विष्णु धारा निर्मित शंकराचार्य /> CULTURAL PROGRAM........



vese to yaha har rose puja archana hot I hh.kuchh khas avsar par yaha bhakton Ka jamawadda laga rehta h tathha us din mandir samiti Ki air she bhi khas puja patth Ka aayojan kiya jata h.
KRISHNA JANMASTAMI..
yah khass avsar bhadra machine m aata h is din bhagwan Krishna Ka janm hua tha
issue din laxminarayan sainti  bhakton Ki bheed lag I rehti hh .saint I gramvasiyon Ki aur she is ramcharitramanas Ka akhand pathh Ka subharambh hota h.ramnavmi keep avsar par yah an aayojan hota hh.....
HOW TO REACHED LAXMINARAYAN TEMPLE-----Distance between Saint to Laxminarayan Temple-----0km...
Distance between Sainti  to Ghat----3km
...Distance between Ghat to dehradun---250km..
Distance between Ghat to Gopeshwar--40km

Comments

Popular posts from this blog

Nandadevi temple sidhpeeth kurur

Nandadevi sidhpeeth kurur me matarani ka poranik mandir hai .in vikasnagar ghat नंदा देवी सिदपीठ कुरूङ .is pawan mandir me ma nanda devi kee ki doli virajman hai.yah sidhpeeth kurur vikashnagar ghat me isthit hai.yahan ma bhagwati kee puja archana ke liye bhakton kee sankhya adhik hoti hai.yahan ke brahmana gour mandir ke pramukh pujari hain.yahan har warsh choti jaat ke roop me mahotswa ka aayojan kiya jata hai.jisme sanskritik karyakaram hote hain.yah mahotswa 3-4 dino tak chalta hai.bhaktjan hazzaron ki sankhya me yahan ma nanda devi ke darshan ke liye aate hain मां नन्दा भगवती सिद्धपीठ कुरुड विकास नगर घाट चमोली में स्थित है। यहां मां नंदा देवी अपने चतुर्भुज रुप में विराजमान हैं। कुरुड धाम में मां नंदा देवी की डोली दो रुपों में निवास करती हैं। माँ नदा कुरुड-बधाण की डोली एवं माँ नंदा कुरुड-दशोली की डोली ् कुरुड-बधाण नंदा की जात हर साल बधाण क्षेत्र में आती है एवं वैदिनी कुडं में पूजा कर वापस अपने ननिहाल देवराडा लौटती हैं।नंदा देवी वार्षिक जात में हजारों भक्त शामिल होते ह...

wikipedia of vikasnagar ghat chamoli

.wikipedia vikasnagar ghat chamoli COUNTRY. India STATE UTTRAKHAND DISTRICT CHAMOLI DIVISION GARHWAL ELEVATION 5000(ft)1524 meter HEADQUARTERS FARKHET PIN-CODE 246435 STD-CODE 01372-265 BIG VILLAGE(area) LANKH LANGUAGE GARHWALI TIME ZONE IST(UTC+5:30) RIVER Kamdugdha & Nandakini VILLAGE 54 BORDER .Naranbagad(block).Tharali(block).karanprayag (block).dasholi(block).Deval(block vehicle ragistration UK11 PLACE hilly WEBSITE ghatbazaar.blogspot.com HISTORY vikashnagar ghat Ka dharmik nam CHAKRAPRAYAG hai. tattha yah kamdugdha or nandakini pawan nadiyon ke beech me basa hai .prachin kal me yahan sari bhoomi wanon she bhari thi . bad me yahan dheere dheere logon Ka a awash hone laga .aur jamana badalne par pehle ek dukan aur bad me yah jagah market me badal gai .jise ghatbazzar kahate hain.ghatbazzar me sabse pehle dukaan openin...

Binsar mahadev vikasnagar ghat

hey bhole ke bhakto jai bhole , bhaktjano vinsar mahadev Vikasnagar ghat ki apko shri bhole nath ke pavan dham vinsar mahadev Ki punya gatha sunate h. YAATRA PRARAMBH-...... vinsar mahadev ki yatra bhakt jan bhin bhin isthano se karte h .dhurma aur mokh hote hue jate h is yaatra ka prasidh marg ghat se prarambhh hoker kundanpur se aage bhaiswara {sainti} me h .jahan vinsar mahadev ka dwar h distance=ghat to bhaiswara-1.5km yaha se pahadi marg prarambh hota h.yaatriyon ko khada peddal marg se gujarana padata h kuch duri par तमखिँबाज़...namak isthaan padata h.yaha par yaatriyon ko teherne ke prakritik pather h. tattpachat विनेक namak jagah aati h.yaha par yatri kuchh jangle ka chadawa bhaint karte h .jaise phoole .tana. Saakha adi.yaha par rokane ki jagah ke liye natural isthaan h.yaha se kuch duri ki chadai ko par karne ke bad MOLING namak kasba aata h .yaha se chadai marg samapt ho jata h tattha samtal marg prarambh hota h.moling m longo ki gosalayen rehti h DISTANCE-moli...