Vikasnagar Ghat ki nadee kamdugdha river( कामदुग्धा) nadi shastra Ki dristi se sabse pawan Nadee hh .kyonki yah dakchin disa se uttar disha Ki aur prawahit hoti hai Jo Ki sastra Ke anusar pawan nadee hai .is nadee Ka ullekh KEDARKHAND namak book me bhi kiya gaya hai
is book ke anusar is nadee me doodh ke saman Panee tha. yah nadee CHUFFLI (चुफली)nam se adhik prachalit hai.is nadee ka uddgam srot SUVTAAL&JHALTAAL. hai .tathha iski dusri sakha kANGMED parvat se ati hai .... yah nadi BANGALI.SYANRI.BANJHBAGAR.LAKHI.SAINTI.PHALI village se hoker ghat m pravesh karti hain.bad m yah nadi nandakini nadi se milte hai .
LENGTH of KAMDUGDHA-20Km...........
kamdugdha river flow in vikasnagar ghat CHAKRAPRAYAG
Nandadevi sidhpeeth kurur me matarani ka poranik mandir hai .in vikasnagar ghat नंदा देवी सिदपीठ कुरूङ .is pawan mandir me ma nanda devi kee ki doli virajman hai.yah sidhpeeth kurur vikashnagar ghat me isthit hai.yahan ma bhagwati kee puja archana ke liye bhakton kee sankhya adhik hoti hai.yahan ke brahmana gour mandir ke pramukh pujari hain.yahan har warsh choti jaat ke roop me mahotswa ka aayojan kiya jata hai.jisme sanskritik karyakaram hote hain.yah mahotswa 3-4 dino tak chalta hai.bhaktjan hazzaron ki sankhya me yahan ma nanda devi ke darshan ke liye aate hain मां नन्दा भगवती सिद्धपीठ कुरुड विकास नगर घाट चमोली में स्थित है। यहां मां नंदा देवी अपने चतुर्भुज रुप में विराजमान हैं। कुरुड धाम में मां नंदा देवी की डोली दो रुपों में निवास करती हैं। माँ नदा कुरुड-बधाण की डोली एवं माँ नंदा कुरुड-दशोली की डोली ् कुरुड-बधाण नंदा की जात हर साल बधाण क्षेत्र में आती है एवं वैदिनी कुडं में पूजा कर वापस अपने ननिहाल देवराडा लौटती हैं।नंदा देवी वार्षिक जात में हजारों भक्त शामिल होते ह...

Comments
Post a Comment