Skip to main content

wikipedia of vikasnagar ghat chamoli

.wikipedia vikasnagar ghat chamoli COUNTRY. India STATE UTTRAKHAND DISTRICT CHAMOLI DIVISION GARHWAL ELEVATION 5000(ft)1524 meter HEADQUARTERS FARKHET PIN-CODE 246435 STD-CODE 01372-265 BIG VILLAGE(area) LANKH LANGUAGE GARHWALI TIME ZONE IST(UTC+5:30) RIVER Kamdugdha& Nandakini VILLAGE 54 BORDER .Naranbagad(block).Tharali(block).karanprayag (block).dasholi(block).Deval(block vehicle ragistration UK11 PLACE hilly WEBSITE ghatbazaar.blogspot.com HISTORY vikashnagar ghat Ka dharmik nam CHAKRAPRAYAG hai. tattha yah kamdugdha or nandakini pawan nadiyon ke beech me basa hai .prachin kal me yahan sari bhoomi wanon she bhari thi . bad me yahan dheere dheere logon Ka a awash hone laga .aur jamana badalne par pehle ek dukan aur bad me yah jagah market me badal gai .jise ghatbazzar kahate hain.ghatbazzar me sabse pehle dukaan opening UDAY &PAN SING ne kee thi.iske bad anekon janral store .medical. garments hotel aadi open hue....CHAKRAPRAYAG Chang to GHAT ....chakraprayag Ka nam ghat hone ke kuchh karan the . ghat me do nadiyon Ka sangam hai. jahan par main ghat issthit hai.to prachin samay me kisi vyakti ke mritu ke paschaat uska kriyakarm ke liye use Ghat(do nadiyon Ka sangan) me laya jata tha ..us samay yahan kuchh bhi dukaan makaan nahi the.aur yah ghat logon Ki sabdaseli ban gayi aur har koi is jagah Ko ghat ke nam se pukarne lag gaya.bad me yahan market ban gaya aur yah jagah VIKASNAGAR GHAT ke nam she janane laggE vikasnagar ghat ke ittihas me yahan raja maharajaon ne yaha raj kiya w apna sasan kal chalaya...शासन काल-कत्यूरी शासन काल-katturi sasakon ne yahan 2500 isa purv se 700 isa purv tak raj kiya.is wans ka sansthapak WASUDEV ko mana jata hai.......पंवार वंश का शासन काल -panwar wans ka sasankal yahan 37 piriyon tak raj kiya .panwar wans ka 37 raja AJAYPAL(1500-1548)THA.....गोरखा का शासनकाल-gorakha ka sasankal yahan 1804 se 1815 tak raha yah samay गोरख्याणी ke nam se prasidh hua....ब्रिटिश शासन काल-british company ka yahan 1816_1947 tak dabdaba raha..... .FAMOUS EVENTS . -. --yahan ke pramukh uttsav NANDADEVÏ RAJ JAT YATRA KURUR.....KRISNA JANMASTAMI MAHOTSAV SAINTI.SUBHTAAL JHALTAAL...MAHASHIVRATRI EVENT IN GHAT..BAIRASHKUND aadi hain.

Comments

Popular posts from this blog

Luv kush mahadev Temple naranbagar

Luvkush mahadev mandir naranbagar me isthit hai uttrakhand ke chamoli jile me naranbagar xetra me yahan aasthaa ke bemisaal sakti hai रामायण कालीन महर्षि वाल्मिकी की महान धरा एवं माता सीता के पुत्र लव-कुश का जन्मस्थल यहां हर साल श्रावन महीने के पावन पर्व पर धार्मिक पाठ का आयोजन किया जाता है जिसमें हजारों श्रद्धालु हिस्सा लेते हैं। सनातन धर्म से जुड़ी धरती : सनातन धर्म की आस्था इस धरती से जुड़ी है रामायण कालीन महर्षि वाल्मिकी आश्रम एवं वैदेही विहार के रूप में माता सीता तथा लव-कुश की यादों को सहेजे यह धरती शांत मन को प्रफुल्लित करने वाली है। यहां शक्तिस्वरूपा मां काली की प्रतिमा सघन वृक्षों एवं पहाड़ों में विराजित है, जहां श्रदालु भोले नाथ के लिंग पर जलाभिषेक एवं अपनी मुरादें पूरी करने हेतू प्रति वर्ष श्रावन व माघ महीने में आते हैं लव-कुश के जन्म के मौजूद हैं तमाम सबूत ------- अब आश्रम की देखरेख कर रहे पंडित जी कहते हैं, इसी आश्रम में लव-कुश का जन्म हुआ था। इसके तमाम सबूत मौजूद हैं। यहाँ मंदिर में भोलेनाथ का विशाल शिवलिंग भी है एवं वहाँ से कुछ दूरी पर लव का मंदिर व एक विशाल चट्टान क...

Nandadevi temple sidhpeeth kurur

Nandadevi sidhpeeth kurur me matarani ka poranik mandir hai .in vikasnagar ghat नंदा देवी सिदपीठ कुरूङ .is pawan mandir me ma nanda devi kee ki doli virajman hai.yah sidhpeeth kurur vikashnagar ghat me isthit hai.yahan ma bhagwati kee puja archana ke liye bhakton kee sankhya adhik hoti hai.yahan ke brahmana gour mandir ke pramukh pujari hain.yahan har warsh choti jaat ke roop me mahotswa ka aayojan kiya jata hai.jisme sanskritik karyakaram hote hain.yah mahotswa 3-4 dino tak chalta hai.bhaktjan hazzaron ki sankhya me yahan ma nanda devi ke darshan ke liye aate hain मां नन्दा भगवती सिद्धपीठ कुरुड विकास नगर घाट चमोली में स्थित है। यहां मां नंदा देवी अपने चतुर्भुज रुप में विराजमान हैं। कुरुड धाम में मां नंदा देवी की डोली दो रुपों में निवास करती हैं। माँ नदा कुरुड-बधाण की डोली एवं माँ नंदा कुरुड-दशोली की डोली ् कुरुड-बधाण नंदा की जात हर साल बधाण क्षेत्र में आती है एवं वैदिनी कुडं में पूजा कर वापस अपने ननिहाल देवराडा लौटती हैं।नंदा देवी वार्षिक जात में हजारों भक्त शामिल होते ह...

Binsar mahadev vikasnagar ghat

hey bhole ke bhakto jai bhole , bhaktjano vinsar mahadev Vikasnagar ghat ki apko shri bhole nath ke pavan dham vinsar mahadev Ki punya gatha sunate h. YAATRA PRARAMBH-...... vinsar mahadev ki yatra bhakt jan bhin bhin isthano se karte h .dhurma aur mokh hote hue jate h is yaatra ka prasidh marg ghat se prarambhh hoker kundanpur se aage bhaiswara {sainti} me h .jahan vinsar mahadev ka dwar h distance=ghat to bhaiswara-1.5km yaha se pahadi marg prarambh hota h.yaatriyon ko khada peddal marg se gujarana padata h kuch duri par तमखिँबाज़...namak isthaan padata h.yaha par yaatriyon ko teherne ke prakritik pather h. tattpachat विनेक namak jagah aati h.yaha par yatri kuchh jangle ka chadawa bhaint karte h .jaise phoole .tana. Saakha adi.yaha par rokane ki jagah ke liye natural isthaan h.yaha se kuch duri ki chadai ko par karne ke bad MOLING namak kasba aata h .yaha se chadai marg samapt ho jata h tattha samtal marg prarambh hota h.moling m longo ki gosalayen rehti h DISTANCE-moli...