Laxminarayan mandir SAINTI(ghat) chamoli m basa h.is mandir ka nirman JAGADGURU SHRI SANKRACHARYA ne kiya hai.isliye is mandir ka mahtwa sadiyon purana h
मदिँर दर्शन मंङप ....
INVENTER-आदि जगदगुरु शंकराचार्य .;;;
WORKSHIP-BRAHMANA OF SAINTI .SATI $ MANDOLi
mandir wahya mandup photo.आठवीं सदी पूर्व आदि जगदगुरु शंकराचार्य द्वारा स्थापित विश्व प्रसिद्ध तीर्थ स्थलों में से यह एक पवित्र धाम है। मन्दिर के अन्दर भगवान लक्ष्मी एवं नारायण की काले पत्थर की प्रतिमा है। जो ग्रेनाइट जैसे काले पत्थर की बनी हुई है । एवं मन्दिर की संरचना किसी अदभुत तरह के पत्थरों से की गई है। मन्दिर से कुछ दूरी पर नारायण कुण्ड है जो कि दो कुण्ड में विभाजित है। एवं कुण्ड के ऊपरी भाग में पाषाण छत विराजित है एवं कुण्ड के आंतरिक भाग में पत्थरों पर अदभुत आकृतियाँ हैं। एवं कुण्ड के बाहरी मण्डप में दो स्तंभ द्वार लगे हैं। कुण्ड के आंतरिक भाग में नागों का निवास है जोकि यहाँ कुण्ड के चारों तरफ रक्षक की भांति भ्रमण करते हैं। यहाँ से कुछ पर विष्णु धारा है। यहाँ से हर रोज मन्दिर के लिए पावन जल जाता है is mandir ki puja archana sadiyon se chali aa rahi h. Yah gawn brahmano se purn h .yaha ke mandoli .sati aur joshi tripathi pariwar hi mandir ke andar bhogh laga sakate hain .yaha praytek din laxminarayan g ko bhogh lagane aur puja archana ki parampra h.bhogh me yaha ROUNT.DUNEYI.CHURMA.HALUWA.adi pakwan bante hain !........
गर्भ गृह दर्शन लक्ष्मी-नारायण STRUCTURE OF TEMPLE-mandir ki banawat kisi khas tarah ke patharon dwara ki gayi h tatha mandir garv ke andar bhagwan Laxmi aur Narayan g ki kale rang ki murti ak sath h.murti ki length lagbhag (3-4)futt h joki apne aap me aasychrya ki bat h.
mandir ke baher ek vishaal Amarculp vrixx hh .Jo lagbhag 360 sal she purana pedd hh ..mandir keep bahari PRA Gan m ek shesnag g Ki kale rang Ki murti h.jinkaa avtaar sainti ke he kisi khet me 10-12 saal pehle hua .phir SHESNAAG g kee pratima ko mandir me gaaje-baaje ke saath laya gaya.
mandir she kuchh duree par VISHNU DHARA hh .yaha she her din mandir ke isnaan k liye pavitra JAL late hain ,.....
PIC .नारायण कुण्ड MADE SANKRACHARYA
....HISTORY ....Aathawin saddi purv Aadi jagadguru SANKRACHARYA dwaara nirmaan kiye gaye yah tirtha isthalon me se pramukh hai. Sankracharya ne sainti gaanw me laxmi narayan mandir ke sath sath yahan vishnu dhara.tathaa NARAYAN KUND ka nirman bhi kiya hai.in kund ke patharon kee banawat bhi mandir ke patharon jaise hai.kisi bhi mangal kaam ke liye bhaktajan yaha se pawan jal le jaate hain.tathaa yahan vishnu dhara w narayan kund me jara alp matra gandagi hone se yahan kund me se Naag aane lagate hain.tathaa ye kisi bhi prakar kee haani nahi pahunchate hain.isliye yahan sainti wasiyon dwara safai rakhi jati hai. pic विष्णु धारा निर्मित शंकराचार्य /> CULTURAL PROGRAM........
vese to yaha har rose puja archana hot I hh.kuchh khas avsar par yaha bhakton Ka jamawadda laga rehta h tathha us din mandir samiti Ki air she bhi khas puja patth Ka aayojan kiya jata h.
KRISHNA JANMASTAMI..
yah khass avsar bhadra machine m aata h is din bhagwan Krishna Ka janm hua tha
issue din laxminarayan sainti bhakton Ki bheed lag I rehti hh .saint I gramvasiyon Ki aur she is ramcharitramanas Ka akhand pathh Ka subharambh hota h.ramnavmi keep avsar par yah an aayojan hota hh.....
HOW TO REACHED LAXMINARAYAN TEMPLE-----Distance between Saint to Laxminarayan Temple-----0km...
Distance between Sainti to Ghat----3km
...Distance between Ghat to dehradun---250km..
Distance between Ghat to Gopeshwar--40km

Comments
Post a Comment