Vikasnagar Ghat ki nadee kamdugdha river( कामदुग्धा) nadi shastra Ki dristi se sabse pawan Nadee hh .kyonki yah dakchin disa se uttar disha Ki aur prawahit hoti hai Jo Ki sastra Ke anusar pawan nadee hai .is nadee Ka ullekh KEDARKHAND namak book me bhi kiya gaya hai is book ke anusar is nadee me doodh ke saman Panee tha. yah nadee CHUFFLI (चुफली)nam se adhik prachalit hai.is nadee ka uddgam srot SUVTAAL&JHALTAAL. hai .tathha iski dusri sakha kANGMED parvat se ati hai .... yah nadi BANGALI.SYANRI.BANJHBAGAR.LAKHI.SAINTI.PHALI village se hoker ghat m pravesh karti hain.bad m yah nadi nandakini nadi se milte hai . LENGTH of KAMDUGDHA-20Km........... kamdugdha river flow in vikasnagar ghat CHAKRAPRAYAG