Skip to main content

Posts

Luv kush mahadev Temple naranbagar

Luvkush mahadev mandir naranbagar me isthit hai uttrakhand ke chamoli jile me naranbagar xetra me yahan aasthaa ke bemisaal sakti hai रामायण कालीन महर्षि वाल्मिकी की महान धरा एवं माता सीता के पुत्र लव-कुश का जन्मस्थल यहां हर साल श्रावन महीने के पावन पर्व पर धार्मिक पाठ का आयोजन किया जाता है जिसमें हजारों श्रद्धालु हिस्सा लेते हैं। सनातन धर्म से जुड़ी धरती : सनातन धर्म की आस्था इस धरती से जुड़ी है रामायण कालीन महर्षि वाल्मिकी आश्रम एवं वैदेही विहार के रूप में माता सीता तथा लव-कुश की यादों को सहेजे यह धरती शांत मन को प्रफुल्लित करने वाली है। यहां शक्तिस्वरूपा मां काली की प्रतिमा सघन वृक्षों एवं पहाड़ों में विराजित है, जहां श्रदालु भोले नाथ के लिंग पर जलाभिषेक एवं अपनी मुरादें पूरी करने हेतू प्रति वर्ष श्रावन व माघ महीने में आते हैं लव-कुश के जन्म के मौजूद हैं तमाम सबूत ------- अब आश्रम की देखरेख कर रहे पंडित जी कहते हैं, इसी आश्रम में लव-कुश का जन्म हुआ था। इसके तमाम सबूत मौजूद हैं। यहाँ मंदिर में भोलेनाथ का विशाल शिवलिंग भी है एवं वहाँ से कुछ दूरी पर लव का मंदिर व एक विशाल चट्टान क...
Recent posts

education of vikasnagar ghat

Education of vikasnagar ghat सब पढैं. सब बढैँ. ... Literacy of vikasnagar ghat garhwal-75%..... vikasnagar ghat me education level kafi jaldi badh raha hai..vikasnagar ghat me rajkeeya snaktar(degree) college w kai sare sarkari w private college aur school hain.jisse xetra me education ke level me kafi sudhaar hua hai. Tatha vikasnagar ke village me lagbhag sabhi gramon me pramiry school w junior school hain.jinse gaanw me bhi shikshya ke istar me bhi kafi sudhaar hua hai.tatha yah nara SAB PADHEN SAB BADHEN sakaar ho rahaa hai..SAKCHHARTA DAR(Literacy ratio).... total-75%..... Male ratio-79.25%..... female ratio-65%....... xetra me bahut sarkari w gairsarkari college hain.....GOVT COLLEGE @ SCHOOL IN VIKASNAGAR.... govt Degree college ghat. govt inter college. girls high schoole. junior schoole. primary schoole Kasturba gandhi girls college. available...... .Private schoole in vikasnagar- SHRI GURU RAM RAI PUBLIC SCHOOLE ....SARASWATI VIDYA MANDIR....SARASWATI SHISHU MANDIR...

villages of vikasnagar ghat

Vikasnagar ghat garhwal village SYANRI BANGALI BHETI BHATIYANA BANJBAGAR LAKHI SAINTI SARPANI PHALI USTOLI MOKHTALLA MOKHMALLA BANSWARA DHURMA KUNDI BIJAAR JAKHANI KURUR KUMJUG MATHKOT NARANGI LUNTRA PHARKHET CHARBANG SUNG LWANI RAMANI GHUNI SUTOUL KANOL PAIRI GAIRI SITAIL GULARI WADUK PAGANA MANKHI PADERGANW BURA KHUNANA KANDAI MATAI CHAKA BAIRON SEMA NONA BANALA BHARANI SAKAND JOKHANA NANICHOPRAKOT PUNKILA GANDASU RAJBAGATI

bairashkund mahadev temple matai ghat

रावण की तप भूमि.Bairashkund mahadev Ka mandir gram matai ghat chamoli me isthitt hai.. yah mandir top pahhari par basa hai. yahan Ka tap man kam hai PIC. OF BAIRAS. KUND. MATAI.. GHAT ..yahan baba bhole Ka shiv ling hai jiski puja archana sadiyon she hoti aa rahee hai.yahan is jagah me Tretayug me mahan shivbhakt RAWAN ne yahan bhole nath kee akhand Tapshya kee thi .ऱावण सहिँता व केदाऱखंङ आदि धार्मिक पुस्तकोँ मेँ बैराशकुण्ङ को रावण की तपस्थली कहा गया है। is mandir Ka ittihaas Tratayug she hai ...yahan aaj bhi bhakton Ki sankhya baba bhole nath ke darshano ke liye katar me laggi rehti hai ..aur baba bhole nath sabhi bhakton Ki manokamna puri karte hai...mandir ke aage yahan ek kund bhi hai..jisme pani Ki matra adhik hai..yah mandir ghat block kee matai gram ke top Himalaya me Virajman hai HISTORY बैरासकुंड____महादेव( विकास नगर घाट चमोली )#रावण__की____तपो___भूमिबैरासकुंड महादेव का मन्दिर विकास नगरघाट के#बारोंके समीप स्थित है ।यह मन्दिर पहाड़ी पर ...

Binsar mahadev vikasnagar ghat

hey bhole ke bhakto jai bhole , bhaktjano vinsar mahadev Vikasnagar ghat ki apko shri bhole nath ke pavan dham vinsar mahadev Ki punya gatha sunate h. YAATRA PRARAMBH-...... vinsar mahadev ki yatra bhakt jan bhin bhin isthano se karte h .dhurma aur mokh hote hue jate h is yaatra ka prasidh marg ghat se prarambhh hoker kundanpur se aage bhaiswara {sainti} me h .jahan vinsar mahadev ka dwar h distance=ghat to bhaiswara-1.5km yaha se pahadi marg prarambh hota h.yaatriyon ko khada peddal marg se gujarana padata h kuch duri par तमखिँबाज़...namak isthaan padata h.yaha par yaatriyon ko teherne ke prakritik pather h. tattpachat विनेक namak jagah aati h.yaha par yatri kuchh jangle ka chadawa bhaint karte h .jaise phoole .tana. Saakha adi.yaha par rokane ki jagah ke liye natural isthaan h.yaha se kuch duri ki chadai ko par karne ke bad MOLING namak kasba aata h .yaha se chadai marg samapt ho jata h tattha samtal marg prarambh hota h.moling m longo ki gosalayen rehti h DISTANCE-moli...

nandakini river vikasnagar ghat

Nandakini river vikasnagar ghat bahut hee poranik nadee hai.is nadee ka uddgam srot NANDADEVI PARVAT hai. w iski ek dhara nanda gughuti se aati hai . Nandakini nadee ka pravah xetra vikasnagar ghat m hai .nandadevi hill SUTOUL gawn se agge TATARRE place k agge hain . ghat KURRUR ki ma nanda devi jaat yaha se hoker jaati hai. NANDAKINI RIVER at vikasnagar ghat... yah nadee sutoul se aage PERI.PALTINGDHAR village se hoker ati hai.yaha se bhi kuchh choti nadiyan isme milti h.aage badate hue yah nadi SITAILm pahuochati h.yaha se nandakini nadi MACHHIGHAT par ati hai.yaha par shiv bhole ka mandir DDGAM SRROT NANDAKINI NANDADEVI MOUNTAIN .isliye isko MACHHANDNATH ke nam se bhi jana jata hai.yaha par ek nadi nandakini m milti hai aur phir aage GULARI .BURA.WADUK se hokar PUNYAR m aati h .yaha bhole baba ka prachintam shivling h.yaha se bhi nadi isme milkar aage ghat ki aur badati h. Vikasnagar ghat m yah KAMDUGDHA nadi se iska sangam hoke yah NANDPRAYAG ki aur badati h. aage istha...

pandav leela culture vikasnagar ghat

pandav leela cultural vikasnagar ghat vikasnagar ghat ghat garhwal Ki sadiyon purani dharohar h .jiska aayojan yahan gramin xetron m kiya jata h .pandav nritya ghat kee pratyek gramsabhaon me har sal kiya Jane wala karyakaram hPA DAV leela Sanskriti . ghat garhwal Ki sadiyon purani dharohar h .jiska aayojan yahan gramin xetron m kiya jata h .pandav nritya ghat kee pratyek gramsabhaon me har sal kiya Jane wala poranik kryakrm h ..safed wastron me sobhit panch PA DAV dropadi aur unke sath laal wastron me Hanuman g .Krishna Ki leela dekhane ke liye darshakon Ko intzaar rehta hai. गाँव विकासनगर घाट की धड़कन है.यहाँ की ...........संस्कृति यहा............ँ एकता का परिचय देती हैं ..., पाँडव नृत्य.------ महाभारत काल से कोरंवो और पाँडवो का इतिहास महत्वपूर्ण हैं ..भगवान श्रीकृष्ण जी द्वारा पाँडवो का साथ देते रेह ने का इतिहास अंकित है .,., पाँडव नृत्य का आयोजन---------सर्वप्रथम कार्तिक मास की पंचमी ..........तिथि से पाँडव नृत्य का आयोजन किया जाता है | समस्त ग्राम वासीअपने आराध्य देव भगवान श्री...